15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A)
In this blog post, we delved into Hazrat Ali’s profound quotes in Urdu, emphasizing themes of sincerity, patience, forgiveness, and purposeful action. These teachings inspire introspection and positive living, urging us to embody compassion, resilience, and faith in our daily lives.
Click here for more 15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A)…
ان لوگوں پر اعتبار کرو جو تمہاری تین باتیں بھانپ سکیں
تمہاری ہنسی میں پوشیدہ درد تمھارے غصے میں
پوشیدہ پیار تمہاری خاموشی میں پوشیدہ وجہ
_____***_____
Un logon pe yaqeen karo jo tumhari teen baatein bhanp sakein:
1. Tumhari hansi mein chhupi dard
2. Tumhare ghuse mein chhupi pyaar
3. Tumhari khamoshi mein chhupi wajah
چغل خور ایک لمحے میں ایسا فتنہ پیدا
کردیتا ہے جو کئی ماہ تک چلتا ہے
_____***_____
Chughl khor, ek lamhe mein aisa fitna paida
kr deta hai jo kai mah tak chalta hai 🤯
کسی کے خلوص اور پیار کو اسکی بے وقوفی
مت سمجھو ورنہ کسی دن تم خلوس اور پیار
تلاش کروگے اور لوگ تمہیں بیوقوف سمجھیں گے
_____***_____
Kisi ke khuloos aur pyaar ko uski bewakoofi mat
samjho warna kisi din tum khuloos aur pyaar
talash karoge aur log tumhein bewaqoof samjhein ge.
تین چیزیں ایمان کو تباہ کر دیتی ہیں امیروں
کی محفل عورتوں کی صحبت جاہلوں سے بحث
_____***_____
3 cheezein imaan ko tabah kar deti hain: amiron
ki mehfil, aurton ki sahbah, jahilon se behes. 🤦♂️
15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A) in urdu text to copy paste
جو حق سے منہ
موڑتا ہے تباہ ہوجاتا ہے
_____***_____
“Jo haq se munh morrta
hai, tabaah hojata hai.”
خدا سے جب بھی مانگو تو مقدر مانگو عقل نہیں کیونکہ
میں نے بہت سے عقل والوں کو مقدر والوں کے در پر دیکھا ہے
_____***_____
Khuda se jb bhi mango to muqaddar mango, aqal
nahi kyunke maine bohot se aqal walon
ko muqaddar walon ke dar pe dekha hai.
Click here for more 15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A)…
تجربہ انسان کو غلط فیصلے سے بچاتا ہے
مگر تجربہ غلط فیصلے سے ہی حاصل ہوتا ہے
_____***_____
Tajurba insan ko galat faislay se bachata hai
magar tajurba galat faislay se hi hasil hota hai.
اپنی زبان کی تیزی اس ماں پر
مت چلاؤ جس نے تمہیں بولنا سکھایا
_____***_____
“Apni zubaan ki tezi is maan par mat
chalao jis ne tumhein bolna sikhaaya”
Click here for more 15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A)…
برائی کو خود میں اور اچھائی کو دوسروں میں تلاش کرو
یہی انسان کی سب سے بڑی اصلاح اور اس میں ہی فلاح ہے
_____***_____
Burai ko khud mein aur achhai ko dosron mein talash
karo. Ye hi insaan ki sab se badi islah aur is mein hi falah hai.
مصیبت کے وقت بھی مطمئن نظر آؤ
اور مشکلات کے با وجود خوش باش رہو
_____***_____
Musibat k waqt bhi mutmaeen nazar aao aur
mushkilat k bawajood khush bash raho. 😊
Click here for more 15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A)…
کیسے پتا چلے گا کون کتناقیمتی ہے ؟فرمایا جس
میں جتنا زیادہ احساس ہوگا وہ اتنا ہی زیادہ قیمتی ہوگا۔
_____***_____
Kese pata chalega kon kitna qeemti hai? Jis
mein jitna zyada ehsas hoga, woh utna hi zyada qeemti hoga. 😊
مصیبت کے وقت گھبرا جانا
مصیبت سے بڑی مصیبت ہے
_____***_____
Musibat ke waqt ghabra jana,
musibat se badi musibat hai.
دنیا میں ہزار رشتے بناؤ لیکن ایک رشتہ ایسا بناؤ
جب ہزاروں آپکے خلاف ہوں تو وہ ایک آپ کے ساتھ ہو
_____***_____
Duniya mein hazaar rishtay banao, lekin ek rishta
aisa banao ke jab hazaaron tumhare khilaaf
hon, toh woh ek tumhare saath ho. 🌟
Click here for more 15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A)…
جو فضول خرچی پر فخر کرتا
ہے وہ مفلس ہوکر ذلیل ہوتا ہے
_____***_____
Jo fuzool kharchi par fakhar karta hai
wo muflis hokar zaleel hota hai. 😔
تمھارے والدین تمہیں بچپن میں شہزادوں کی
طرح پالتے ہیں لہذا تمہارا فرض بنتا ہے کہ
انکے بڑھاپے میں انکو بادشاہوں کی طرح رکھو
_____***_____
“Tumhare waldain tumhein bachpan mein shehzadon
ki tarah paalte hain, isliye tumhara farz banta
hai ke unke burhape mein unko badshahon ki tarah rakho.”
Click here for more 15+ Best Quotes of Hazrat ALI (R.A)…